Na Jaane
Na jaane kya talashne nikle the, Ab toh itne dur aa gaye ki ghar ka koi pata nahi… Sab dekha, khub seekha, Jaan liye sab tor tarike Bekhabar khud ko kitna jaana pata nahi… Dhokhe mile toh sahaare bhi mile, kuchh nigaho ke ishare bhi mile Lekin kya paya kya khoya pata nahi… Sunsaan raaste …